**♥** 
Exams ke 4 din pehle syllabus dekha to yaad aaya,
Kuch To Hua Hai Kuch Ho Gaya Hai, 
Exams ke din paper dekh kar yaad aaya, 
Sab Kuch Alag Hai Sab Kuch Naya Hai? 
**♥** 
Na waqt itna k sallybus pura kiya jaye, 
Na tarkeeb koi k exam pass kiya jaye, 
Na jane kaun sa dard diya hai is parhai ne... 

Na roya jaye aur na soya jaye .
----------------------------------------------------------------------------------------
Stay Tuned For More

No comments:

Post a Comment